सारे जहाँ से अच्छा हिन्दोस्तान हमारा
हम बुलबुले है इसकी ये गुलसिता हमारा ॥धृ॥
हम बुलबुले है इसकी ये गुलसिता हमारा ॥धृ॥
घुर्बत मे हो अगर हम रहता है दिल वतन मे
समझो वही हमे भी दिल है जहाँ हमारा ॥१॥
समझो वही हमे भी दिल है जहाँ हमारा ॥१॥
परबत वो सब से ऊंचा हमसाय आसमाँ का
वो संतरी हमारा वो पासबा हमारा ।२॥
वो संतरी हमारा वो पासबा हमारा ।२॥
गोदी मे खेलती है इसकी हजारो नदिया
गुलशन है जिनके दम से रश्क-ए-जना हमारा ।३॥
गुलशन है जिनके दम से रश्क-ए-जना हमारा ।३॥
ए अब रौद गंगा वो दिन है याद तुझको
उतर तेरे किनारे जब कारवाँ हमारा ॥४॥
उतर तेरे किनारे जब कारवाँ हमारा ॥४॥
मझहब नही सिखाता आपस मे बैर रखना
हिन्दवी है हम वतन है हिन्दोस्तान हमारा ॥५॥
हिन्दवी है हम वतन है हिन्दोस्तान हमारा ॥५॥
युनान-ओ-मिस्र-ओ-रोमा सब मिल गये जहाँ से
अब तक मगर है बांकी नामो-निशान हमारा ॥६॥
अब तक मगर है बांकी नामो-निशान हमारा ॥६॥
कुछ बात है की हस्ती मिटती नही हमारी
सदियो रहा है दुश्मन दौर-ए-जमान हमारा ॥७॥
सदियो रहा है दुश्मन दौर-ए-जमान हमारा ॥७॥
इक़्बाल कोइ मेहरम अपना नही जहाँ मेमालूम क्या किसी को दर्द-ए-निहा हमारा ॥८॥
Transliteration:
sāre jahān se acchā hindostān hamārā
ham bulbulain hai is ki, yeh gulsitān hamārā
sāre jahān se acchā hindostān hamārā
ham bulbulain hai is ki, yeh gulsitān hamārā
ghurbat men hon agar ham, rahta hai dil vatan men
samjho vahīn hamen bhī, dil hain jahān hamārā
samjho vahīn hamen bhī, dil hain jahān hamārā
parbat voh sab se ūnchā, hamsāya āsmān ka
voh santari hamārā, voh pāsbān hamārā
voh santari hamārā, voh pāsbān hamārā
godi men kheltī hain is ki hazāron nadiyā
gulshan hai jin ke dam se, rashk-e-janān hamārā
gulshan hai jin ke dam se, rashk-e-janān hamārā
aye āb, raud, ganga, voh din hen yād tujhko
utarā tere kināre, jab kārvān hamārā
utarā tere kināre, jab kārvān hamārā
maz'hab nahīn sikhātā āpas men bayr rakhnā
hindvi hai ham, vatan hai hindostān hamārā
hindvi hai ham, vatan hai hindostān hamārā
yūnān-o-misr-o-romā, sab miṭ gaye jahān se
ab tak magar hai bāqi, nām-o-nishān hamārā
ab tak magar hai bāqi, nām-o-nishān hamārā
kuch bāt hai keh hastī, miṭati nahīn hamārī
sadiyon rahā hai dushman, daur-e-zamān hamārā
sadiyon rahā hai dushman, daur-e-zamān hamārā
iqbal ko'ī meharam, apnā nahīn jahān men
m'alūm kya kisī ko, dard-e-nihān hamārā
m'alūm kya kisī ko, dard-e-nihān hamārā
Translation
Better than the entire world, is our Hindustan;
we are its nightingales of mirth, and it is our garden abode
Better than the entire world, is our Hindustan;
we are its nightingales of mirth, and it is our garden abode
Though in foreign lands we may reside, with our homeland our hearts abide,
Regard us also to be there, where exist our hearts
Regard us also to be there, where exist our hearts
That mountain most high, neighbor to the skies;
it is our sentinel; it is our protector
it is our sentinel; it is our protector
In the lap of whose, play thousands of rivers;
gardens they sustain; the envy-of-the-heavens of ours
gardens they sustain; the envy-of-the-heavens of ours
O waters of the Ganga mighty, do you recall the day
when on your banks, did land the caravan of ours
when on your banks, did land the caravan of ours
Religion does not teach us to harbour grudges between us
Indians we all are; India, our motherland
Indians we all are; India, our motherland
While Greece, Egypt , Rome have all been wiped out
till now yet remains, this civilization of ours {it has stood the test of time}
till now yet remains, this civilization of ours {it has stood the test of time}
Something there is that keeps us,our entity from being eroded
For ages has been our enemy, the way of the world
For ages has been our enemy, the way of the world
Iqbal! Is there no soul that could
understand the pain in thy heart?
understand the pain in thy heart?
No comments:
Post a Comment